November 24, 2011

Namaz ke Shartein: Inka Seekhna Har Musalman Per Farz Hai

Alhumdulillaahi Rabbil Alameen,Wassalatu assalamu alaika YA Syedil mursaleen,Ammaa Baaad Fa' Azu billaahi minash shaitwaa nirra jeem, Bismillaa hirrah maa nirrah heem.

Assalat O Wassalam O Alaika Ya Rasool ALLAH
Assalat O Wassalam O Alaika Ya Habeeb ALLAH
Assalat O Wassalam O Alaika Ya Nabi ALLAH
Assalat O Wassalam O Alaika Ya Noor ALLAH
waAla Alika wa Ashabika ya Rehmata lil Aalameen!

Pyare islami bhaiyoun aur bheno,ye ilm jo bheja jaraha hai uska sikhna her musalman mard aur aurat pe farz hai, agar hum nahi sikhenge to

kal baroze qiyamath me hume her amal tarq karne ki yewaz me dugna azaab milega.

Namaz ke 6 shartain hai
1:Taharath
2:Satre Aurath
3:Isteqbale Qibla
4:Waqt
5:Niyat
6:Takbire therima.


TAHARATH:
Namaz ki pheli shart taharath hai, ek namazi ki 3 chizain pak rehena zarori hai

1:Jism ka paak hona
2:Badan ka paak hona
3:woh jagha jisper woh namaz padna chahata hai, kam az kam itni jagha paak hona ke jitni jagha me woh namaz pad sakhat hai

No comments:

Post a Comment

Tu Zinda Hai Wallah - Owais Raza Qadri