November 24, 2011

Namaz Ka Tareeqa In Urdu

Namaz Ka Tareeqa In Urdu
iss thread mai namaz ka tareeka bataya jaaye ga. aise member jo sahi islami knowledge rakhte hai on se request hai keh woh yaha per Namaz ka tareeqa in urdu mai likhe aur agar ho sake tu english mai bhi likhe takeh dunia bhar ke log jo urdu nahi jaante hai woh bhi mustafeez ho sake.

Namaz ka tareeqa for Sunni, Shia and other firqa

agar ho sake tu sunni firqa ke ilawaw doosre firqa ke namaz ka bhi tareeqa bayan kia jaaye.

Note: yeh informative thread hai, lehaza mukhtalif maslak aur firqa ke namaz ka tareeka batai. koi bhi kisi ke namaz per tanqeed nahi kare ga. agar tanqeed kerna hai tu alag se thread start kare.

Namaz Ka Tareeqa In Urdu

Total Rakaat of Numaz ( Fiqa hunfi)



Fajr prayer

1-First 2 rakat Sunnat Muakkadah
2- Two rakat Farz

Zohar prayer

1- Four rakat Sunnat Muakkadah
2 - Four rakat Fard
3- Two rakat sunnat Muakkadah
4-) Two rakat Nafl

Assar prayer

1-Four rakat sunnat ghair Muakkadah
2-four rukat Furaz

Maghrib prayer

1- Three rakat Farz
2- Two rakat Sunnat Muakkadah
3- Two rakat nafl

Isha prayer

1- Four rakat sunnat e Ghair Muakkadah
2- Four rukat numaz furz
3- Two Rakat Sunnat Muakkadah
4- Two rakat Nafil
5- Three rakat Wajib
6- Two rakat Nafil

Jummah tul mobarik -Friday Prayer

1- Four rakat Sunnat Muakkadah
2- Two rakat Fard
3- Four rakat Sunnat Muakkadah
4- Two rakat Sunnat Muakkadah
5- Two rakat Nafal

No comments:

Post a Comment

Tu Zinda Hai Wallah - Owais Raza Qadri