Namaz Ka Tareeqa In Urdu
iss thread mai namaz ka tareeka bataya jaaye ga. aise member jo sahi islami knowledge rakhte hai on se request hai keh woh yaha per Namaz ka tareeqa in urdu mai likhe aur agar ho sake tu english mai bhi likhe takeh dunia bhar ke log jo urdu nahi jaante hai woh bhi mustafeez ho sake.
Namaz ka tareeqa for Sunni, Shia and other firqa
agar ho sake tu sunni firqa ke ilawaw doosre firqa ke namaz ka bhi tareeqa bayan kia jaaye.
Note: yeh informative thread hai, lehaza mukhtalif maslak aur firqa ke namaz ka tareeka batai. koi bhi kisi ke namaz per tanqeed nahi kare ga. agar tanqeed kerna hai tu alag se thread start kare.
Namaz Ka Tareeqa In Urdu
Total Rakaat of Numaz ( Fiqa hunfi)
Fajr prayer
1-First 2 rakat Sunnat Muakkadah
2- Two rakat Farz
Zohar prayer
1- Four rakat Sunnat Muakkadah
2 - Four rakat Fard
3- Two rakat sunnat Muakkadah
4-) Two rakat Nafl
Assar prayer
1-Four rakat sunnat ghair Muakkadah
2-four rukat Furaz
Maghrib prayer
1- Three rakat Farz
2- Two rakat Sunnat Muakkadah
3- Two rakat nafl
Isha prayer
1- Four rakat sunnat e Ghair Muakkadah
2- Four rukat numaz furz
3- Two Rakat Sunnat Muakkadah
4- Two rakat Nafil
5- Three rakat Wajib
6- Two rakat Nafil
Jummah tul mobarik -Friday Prayer
1- Four rakat Sunnat Muakkadah
2- Two rakat Fard
3- Four rakat Sunnat Muakkadah
4- Two rakat Sunnat Muakkadah
5- Two rakat Nafal
Islamic Naats, Nasheets, Hamds, Allah Names, Islamic Media and Quranic Recitation, islam, Muslims, sunni, shia, iran, iraq, pakistan, urdu, Qadri, Brailvi, Nabi, download urdu bayaan and MP3 Naat Downloads
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Haji Mohammad Mushtaq Qadri (Rehmatullah Alaih) Asnafe Shair - Naat kia hay? Qaseeda kia hay? Ghazal kia hay? Aa Gayay Mustafa Marhaba Marha...
No comments:
Post a Comment